Maidaan me hara hua insaan fir se jeet sakta hai,
Lekin man se hara hua insaan kabhi nahi jeet sakta.
Is duniya me khud se badhkar koi humsafar nahi hota,
Isliye agar tumhare saath koi nahi hai to gum naa karo.
Udne me koi burai nahi hai aap bhi ude,
Lekin sirf utna hi jaha se jameen saaf dikhai de.
Yun jameen par baithkar kyo aasma dekhta hai,
Pankho ko khol jamana sirf udaan dekhta hai.

0 Comments