Tere Chahre Ki Hasi Mubarakh
Tujhe Phir Se Teri Saal Gira Mubarakh
तेरे चेहरे की हसी मुबारख
तुझे फिर से तेरी सालगिरह मुबारख
Hawaon Main Chali Hai Mohabbat Ki Khushbo
Lagta Hai Aaj Koi Suhana Din Aaya Hai
Mere Yaar Ka Jab Pada Sms
To Pata Chala Uska Happy Birthday Aaya Hai
Birthday Shayari
हवाओं में चली है मोहब्बत की खुशबू
लगता है आज कोई सुहाना दिन आया है
मेरे यार का जब पड़ा संस
तो पता चला उसका हैप्पी बर्थडे आया है
खुशियां हज़ार मिले तुमको सालगिरह पर
देते हैं हम दुआ तुम्हे उम्र दराज़ की
Khushiyaan Hazaar Mile Tumako Birthday Par
Dete Hain Ham Dua Tumhe Umr Daraaz Kee
Ayi Hai Subhah Wo Roshani Leke
Jaise Naye Josh Ki Nayi Kiran Chamke
Vishwas Ki Lau Sada Jalake Rakhana
Degi Andheron Mein Rasta Diya Banke
Aa Teri Umar Main Likh Doon Chand Sitaron Se
Tera Janam Din Main Manau Phoolon Se Baharon Se
Har Ek Khoobsurti Dunia Se Main Le Aau
Sajaun Ko Yeh Mehfil Main Har Haseen Nazaron Se.


0 Comments